SEARCH RESULTS
Showing search results for "kahaar"
Nazm MATCHES FOR "kahaar"
Nazm
aadmi-nama
huqqa suraahii juutiyaa.n dau.De.n baGal me.n maar
kaa.ndhe pe rakh ke paalkii hai.n dau.Dte kahaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
guDDe miyan ki shadi
'qamar' hai.n vakiil aur 'aqiila' gavaah
'surayyaa' kii gu.Diyaa kaa dekho byaah
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
holi
kahaa.n ke saaGar-o-miinaa kahaa.n ke jaam-o-subuu
tum ok se piyo le ke udhaar holii me.n
Zareef Dehlvi
Nazm
waba
phir us ke baa'd to qahr-e-KHudaa bhii aanaa thaa
KHudaa ko bhii to ye insaan ko bataanaa thaa
Hina Rizvi
Nazm
saza
mai.n ne ye kab kahaa thaa mohabbat me.n hai najaat
mai.n ne ye kab kahaa thaa vafaadaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
piir-e-garduu.n ne kahaa sun ke kahii.n hai ko.ii
bole sayyaare sar-e-arsh-e-barii.n hai ko.ii
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahaa.n se aa.ii nigaar-e-sabaa kidhar ko ga.ii
abhii charaaG-e-sar-e-rah ko kuchh KHabar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
javaanii bhaTaktii hai bad-kaar ban kar
javaa.n jism sajte hai.n baazaar ban kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaad
is qadar pyaar se ai jaan-e-jahaa.n rakkhaa hai
dil ke ruKHsaar pe is vaqt tirii yaad ne haat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
apne bistar pe bahut der se mai.n niim-daraaz
sochtii thii ki vo is vaqt kahaa.n par hogaa