SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalaam-e-haq"
Ghazal MATCHES FOR "kalaam-e-haq"
Ghazal
ubharte Duubte manzar me.n kis kii raushaniyaa.n
kalaam-e-haq sar-e-neza sunaane vaalaa kaun
Irfan Siddiqi
Ghazal
qirtaas o qalam haath me.n hai aur shab-e-mah hai
ai rabb-e-azal khol de jo dil me.n girah hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
haq to ye hai ki mujhe apne hii dil ne luuTaa
kuchh tiraa shikva-e-bedaad karuu.n yaa na karuu.n
Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri
Ghazal
qalam amaanat-e-haq thaa so likh diyaa mai.n ne
shagufta lams labo.n ko sharaab aa.nkho.n ko
Abdussalam Asim
Ghazal
miraa kalaam to kyaa naaqdiin-e-fan 'mohsin'
kalaam-e-haq me.n bhii qat'-o-buriid karte rahe
Mohsin Zaidi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
kyaa yaadgaar dil pe lagaa.ii KHaraash hai
jarraah-e-kam-hunar mujhe terii talaash hai
Mohammad Iftikharul Haq Samaj
Ghazal
parda-e-Gaib me.n tash.hiir chhupii hotii hai
KHvaab kii aa.nkh me.n ta.abiir chhupii hotii hai
Mohammad Iftikharul Haq Samaj
Ghazal
bad-KHuu-o-bad-zabaan kaho be-adab kaho
taariif me.n ai dosto har 'haq'-bayaan kii
Syeda Arshia Haq
Ghazal
kab manzil-e-sukuu.n se vo ho paa.e aashnaa
uTThe.n rah-e-hayaat me.n jis ke qadam Galat
Waliul Haq
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
sar-joshii-e-qalam ko 'fazaa' chup sii lag ga.ii
vo jaate jaate shola-bayaanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
soz-e-ehsaas bahut hai ise kam-tar mat jaan
yahii sho.ala tujhe baaliida-nigaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kahii.n ruke to na phir tum ko raasta degii
ye zindagii bhii safar hai qayaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
qalam uThaayaa to sar par kulaah-e-kaj na rahii
ye shahryaar bhii fikr-e-ma.aash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo KHuun-e-dil hii sahii kuchh qalam se Tapkaa to
chalo nuzuul to ham par bhii rahmato.n kaa hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
havaa chalii hai ye kaisii KHilaaf chaaro.n taraf
hai ek silsila-e-inhiraaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jabii.n pe kyaa kiyaa tahriir KHaama-e-haq ne
ki aagahii bhii samajhtii hai sar-phiraa mujh ko