SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalima"
Ghazal MATCHES FOR "kalima"
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
kalima pa.Dhtaa hu.aa qabr me.n utraa huu.n mai.n
mere maz.hab ko nakiirain ne samjhaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
vaa.iz kii zabaa.n par to vo kalima hai ki goyaa
baKHshe hii na jaa.e.nge gunahgaar-e-mohabbat
Dagh Dehlvi
Ghazal
Javed Jamil
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
jis ne kalima pa.Dh liyaa thaa aaKHirii dam
is kaa laasha kyuu.n jalaayaa jaa rahaa hai
Asad Raza Sahar
Ghazal
Krishna Mohan
Ghazal
miraa vajuud hai elaan-e-kalima-e-tauhiid
jahaa.n me.n Gaib se aa.ii hu.ii nidaa huu.n mai.n
Hirman Khairabadi
Ghazal
kalima pa.Dhe huzuur kaa dekhe jo saamrii
rakhte hai.n aisii sehr kii chashm-o-nigaah aap
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
pyaare nabii ke nutq kaa e.ajaaz dekhiye
kankar bhii kalima pa.Dhte hai.n guftaar dekh kar
Parvez Anjum
Ghazal
Kaukab Zaki
Ghazal
gar vo but naam-e-KHudaa goyaa ho
kalima kaa dam na musalmaan bhare
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
be-zabaano.n ko bhii goyaa.ii sikhaanaa chaahiye
kalima a.ngusht-e-shahaadat ko pa.Dhaanaa chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ye ho.nTh na bole.n kalima bad ye du.aa hai
ye kaan sune.n ko.ii na ilzaam kisii kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
daar par cha.Dh ke bhii mansuur kii mastii na ga.ii
kalima pa.Dhte hai.n usii mast kaa sab matvaale