SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamaal-e-arz-e-suKHan"
Ghazal MATCHES FOR "kamaal-e-arz-e-suKHan"
Ghazal
vafuur-e-hausla-e-arz-e-mudda.aa na rahaa
milaa jo us se to baaqii ko.ii gila na rahaa
Akhtar Siddiqui
Ghazal
sharh-e-jaa.n-sozii-e-Gam-e-arz-e-vafaa kyaa karte
tum bhii ik jhuuTii tasallii ke sivaa kyaa karte
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ai arz-e-vatan ham tujhe ta.amiir kare.nge
ham teraa muqaddar tirii taqdiir likhe.nge
Sameena Gul
Ghazal
nigaar-KHaana-e-arz-o-samaa milaa ki nahii.n
agar milaa to ko.ii dilrubaa milaa ki nahii.n
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
dil me.n jo baat khaTaktii hai dahan tak pahu.nche
KHaamushii marhala-e-arz-e-suKHan tak pahu.nche
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
Salim Saleem
Ghazal
javaab-e-arz-e-tamanna to meraa apnaa thaa
tirii sadaa me.n bhii lahja to meraa apnaa thaa
Badr Shamsi
Ghazal
gardish-e-arz-o-samaavaat ne jiine na diyaa
kaT gayaa din to hame.n raat ne jiine na diyaa
Kaif Bhopali
Ghazal
baa.is-e-arz-e-hunar karb-e-nihaanii niklaa
lafz hii mamba-e-dariyaa-e-ma.aanii niklaa
Aqeel Shadab
Ghazal
jur.at-e-‘arz-e-haal kartaa huu.n
Darte Darte savaal kartaa huu.n
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
shaamil-e-'arz-e-hunar kar ke riyaa-kaarii ko
aaKHir aasaan kiyaa roz kii dushvaarii ko
Zafar Iqbal
Ghazal
Ummeed Amethvi
Ghazal
junbish-e-arz-o-samaavaat me.n aa.e hu.e hai.n
in dino.n gardish-e-haalaat me.n aa.e hu.e hai.n
Zaeem Rasheed
Ghazal
raunaq-e-arz-o-samaa shams o qamar mai.n hii huu.n
Gaur se dekhiye taa-hadd-e-nazar mai.n hii huu.n
Muzaffar Abdali
Ghazal
binaa-e-arz-o-falak harf-e-ibtidaa huu.n mai.n
bikhar gayaa to samajh lo ki intihaa huu.n mai.n
Abdullah Kamal
Ghazal
phir mujhe hausla-e-arz-o-bayaa.n mil jaa.e
kuchh dino.n ke liye mujh ko bhii zabaa.n mil jaa.e