SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamaan-e-abruu-e-maulaa"
Ghazal MATCHES FOR "kamaan-e-abruu-e-maulaa"
Ghazal
jumbish-a-abruu-e-qaatil kabhii aisii to na thii
bulbul-e-jaa.n mirii bismil kabhii aisii to na thii
Nasim Maysori
Ghazal
tiir-e-mizhgaa.n kamaan-e-abruu sii.n
maartii hai.n jigar me.n bhaal a.nkhiyaa.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
tahakkumaana adaa aur faisle dil ke
kamaan-e-aabru-e-KHam-daar to.D dii mai.n ne
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
ye sinf aabruu-e-fann-e-shaa.irii hai 'fazaa'
Gazal kaho to mazaamiin mo'atabar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kamaan-e-abru-e-KHuubaa.n kaa baa.nkpan hai Gazal
tamaam raat Gazal gaa.e.n diid-e-yaar kare.n
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
aabruu-e-shab-e-tiira nahii.n rakhne vaale
ham kahii.n par bhii a.ndheraa nahii.n rakhne vaale
Abhishek Shukla
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mard-e-maidaan-e-mohabbat hai to ai rustam nikal
kuchh sakat ho to kamaan-e-abruu-e-KHamdaar khii.nch
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
bisaat-e-daanish-o-harf-o-hunar kahaa.n khole.n
ye sochte hai.n lab-e-mo'tabar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
chashm-o-abruu ke liye ashk hai.n saaz-o-naGma
meraa girya mirii aa.nkho.n kaa Gazal-KHvaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
junuun-e-shauq me.n sajdo.n kii aabruu bhii ga.ii
mujhe KHabar na hu.ii kab vo aastaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bahr-e-KHudaa na chhe.Diye yuusuf kaa vaaqi.a
be-aabruu hu.aa na ko.ii is qadar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ko.ii suurat ko.ii tadbiir nikaalii jaa.e
aabruu ishq-o-mohabbat kii bachaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
vo lais tiir-e-nazar se kamaan-e-abruu se
nihattaa ishq thaa paspaa ba-har-mahaaz hu.aa
Shahid Najibabadi
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
ik zaraa saa ye sun kar tum se pyaar hai ham ko
yuu.n kamaan-e-abruu ko taan to nahii.n lete
Aarif Nazeer
Ghazal
nargisii.n aa.nkh bhii hai abru-e-KHamdaar ke paas
duusrii aur bhii talvaar hai talvaar ke paas