SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamsin"
Ghazal MATCHES FOR "kamsin"
Ghazal
kahaa.n bisaat-e-jahaa.n aur mai.n kamsin-o-naadaa.n
ye merii jiit kaa sab ehtimaam tum se hai
Wasi Shah
Ghazal
kamar KHayaal maTaktii kalii lachaktaa shabaab
kamaan TuuTtii a.ng.Daa.ii hashr jaan-kanii
Shahzad Qais
Ghazal
piirii me.n bhii miltaa hai jo kam-sin ko.ii mahbuub
kartii hai vahii.n uud javaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
kamsin hai.n vo aise unhe.n zaalim kahuu.n kaise
ma.asuum pe ilzaam lagaayaa nahii.n jaataa
Purnam Allahabadi
Ghazal
khaa ke dhokaa us but-e-kamsin ne daaman me.n liye
ashk-afshaanii bhii merii gauhar-afshaanii hu.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
KHudaa rakhe abhii kamsin ho qadr kyaa jaano
zaraa sii der me.n rakh doge to.D-pho.D ke dil
Qamar Jalalvi
Ghazal
terii aa.nkho.n se tire haatho.n se lagtaa to nahii.n
mere ahbaab ye kahte hai.n ki to kamsin hai
Athar Nasik
Ghazal
guzrii hu.ii sadiyo.n ko aaGaaz-e-safar samjho
maazii abhii kam-sin hai fardaa kii nigaaho.n me.n
Shamim Karhani
Ghazal
husn ke baab me.n 'akbar' kii sanad kaafii hai
ham bhii har ik but-e-kamsin ko parii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
miraa shu.uur bhii shaayad vo tifl-e-kam-sin hai
bichha.D gayaa hai jo gumraahiyo.n ke mele me.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
duKHtar-e-raz kii huu.n sohbat kaa mubaashir kyuu.nkar
abhii kam-sin hai bahut mard se sharmaatii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
har shaKHs vaasnaa kaa pujaarii hai shahr me.n
kamsin hai terii zaat mire saath saath chal
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
nahii.n maa'luum us kam-sin ko ye bhii
hamaare dil me.n kyaa hai aur kyaa thaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
abhii kamsin ho shabaab aa.egaa aate aate
ra.ng badlegaa abhii aalam-e-imkaa.n apnaa