SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamzarf"
Ghazal MATCHES FOR "kamzarf"
Ghazal
ham ne chup rahne kaa ahd kiyaa hai aur kam-zarf
ham se suKHan-aaraa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
kisii kam-zarf ko baa-zarf agar kahnaa pa.De
aise jiine se to mar jaane ko jii chaahtaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
kam-zarf pur-Guruur zaraa apnaa zarf dekh
maanind josh-e-Gam na ziyaada ubal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
maiKHaane kii tauhiin hai rindo.n kii hatak hai
kam-zarf ke haatho.n me.n agar jaam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
labrez kar is daur me.n ai saaqii-e-kam-zarf
mat rakh mai-e-gulguu.n se tahii jaam hamaaraa
Shah Naseer
Ghazal
aaj pindaar-e-tamannaa kaa fusuu.n TuuT gayaa
chand kam-zarf gile nok-e-zabaa.n tak pahu.nche
Iqbal Azeem
Ghazal
jo Gariibo.n kaa diyaa phuu.nk ke tham jaatii hai
aisii kam-zarf havaa.o.n se ulajh baiThaa huu.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
kam-zarf hai.n jo pii ke bahut ke hai.n sar-e-bazm
mahfil se unhe.n aap uThaa kyuu.n nahii.n dete
Hafeez Banarasi
Ghazal
ahbaab to ahbaab hai.n dushman ke ta.ii.n bhii
kam-zarf zamaane kaa ravayya nahii.n rakhtaa
Faragh Rohvi
Ghazal
kam-zarf naa-KHudaa.o.n ke ehsaa.n se bach gayaa
haalaa.n ki kashtiyo.n ko Dubonaa pa.Daa mujhe
Nawaz Deobandi
Ghazal
har shai ke liye zarf hai darkaar jahaa.n me.n
kam-zarf ke nazdiik to sarvat nahii.n aatii