SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamzarf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kamzarf"
Ghazal
ham ne chup rahne kaa ahd kiyaa hai aur kam-zarf
ham se suKHan-aaraa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
kisii kam-zarf ko baa-zarf agar kahnaa pa.De
aise jiine se to mar jaane ko jii chaahtaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Rahat Indori
Naat
har-chand ke maulaa ne bharaa hai tiraa kashkol
kam-zarf na ban haath ba.Dhaa aur bhii kuchh maa.ng
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
MORE MATCHES FOR "kamzarf"
Ghazal
kam-zarf pur-Guruur zaraa apnaa zarf dekh
maanind josh-e-Gam na ziyaada ubal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
maiKHaane kii tauhiin hai rindo.n kii hatak hai
kam-zarf ke haatho.n me.n agar jaam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Sher
taalaab to barsaat me.n ho jaate hai.n kam-zarf
baahar kabhii aape se samundar nahii.n hotaa
Ejaz Rahmani
Qita
mai-kade band bhii ho jaa.e.n to parvaa na karo
kisii kam-zarf ke haatho.n me.n magar jaam na do
Anjum Rehbar
Sher
kam-zarf zamaane kii hiqaarat kaa gila kyaa
mai.n KHush huu.n miraa pyaar samundar kii tarah hai