SEARCH RESULTS
Showing search results for "kanii"
Ghazal MATCHES FOR "kanii"
Ghazal
qayaas qaid tanaasub shabiih saj.a naziir
kalii ko chuumaa to jaise kalii kalii se milii
Shahzad Qais
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
hijr me.n zahr hai saaGar kaa lagaanaa mu.nh se
mai kii jo buu.nd hai hiire kii kanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
kyaa kohkan kii koh-kanii kyaa junuun-e-qais
vaadii-e-ishq me.n ye maqaam ibtidaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
kahtaa huu.n use mai.n to KHusuusiyyat-e-pinhaa.n
kuchh tum ko shikaayat hai kasii se to mujhii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mere siine se zaraa kaan lagaa kar dekho
saa.ns chaltii hai ki zanjiir-zanii hotii hai
Abbas Tabish
Ghazal
auraaq-e-aarzuu pe ba-unvaan-e-jaa.n-kanii
mai.n be-nishaa.n sii chand lakiiro.n ke saath huu.n
Naseer Turabi
Ghazal
auro.n kii tarah ham bhii magar jhel jaa.e.nge
sab zindagii samajhte hai.n jis ko vo jaa.n-kanii
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
fasaad-e-koh-kanii hiila-haa-e-parvezii
hazaar rang ke kaa.nTo.n me.n aable ham log
Khursheed Rizvi
Ghazal
mai.n apnii raah banaa luu.ngaa kohsaaro.n me.n
KHirad ne koh-kanii kaa hunar diyaa hai mujhe
Akhtar Usman
Ghazal
letaa hii nikaltaa hai miraa laKHt-e-jigar ashk
aa.nsuu nahii.n goyaa ki ye hiire kii kanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
talKHii-e-koh-kanii kal bhii miraa hissa thaa
jaam-e-shiirii.n ba-nasiib-e-diigaraa.n aaj bhii hai