SEARCH RESULTS
Showing search results for "karb-o-balaa"
Ghazal MATCHES FOR "karb-o-balaa"
Ghazal
vo dasht-e-karb-o-balaa me.n utarne detaa nahii.n
havaa-e-tez me.n mujh ko bikharne detaa nahii.n
Ata ul Haq Qasmi
Ghazal
mai.n apne saare karb-o-balaa le ke jaa.uu.ngaa
mai.n jab bhii jaa.uu.n apnii anaa le ke jaa.uu.ngaa
Anisur Rahman
Ghazal
'ajiib karb-o-balaa kii hai raat aa.nkho.n me.n
sisaktii pyaas labo.n par furaat aa.nkho.n me.n
Haider Qureshi
Ghazal
isii futuur me.n karb-o-balaa se lipTe hu.e
tamaam umr ga.nvaa dii anaa se lipTe hu.e
Faryad Aazar
Ghazal
KHush-nuudi-e-fujjaar ke pairav hai.n yaziidii
taqliid-e-shah-e-karb-o-balaa mere liye hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ham ne haq ke liye jaa.n dene kaa fan siikhaa hai
qissa-e-maa'raka-e-karb-o-balaa pa.Dh pa.Dh kar
Abid Karhani
Ghazal
hayaat arsa-e-karb-o-balaa me.n guzrii hai
tamaam-umr hu.ii hai.n shahaadate.n kyaa kyaa
Lais Quraishi
Ghazal
ye jang nahii.n ma.arka-e-karb-o-balaa hai
hamraah na lashkar na risaale hai.n aziizo
Sayeed Ahsan
Ghazal
marhale aur bhii the jaa.n se guzarne ke liye
karbalaa kis ne pas-e-karb-o-balaa bhejii hai
Hamid Sarosh
Ghazal
mirii hayaat kaa nauha bhii kyaa KHabar degaa
hisaar-e-karb-o-balaa me.n asiir kitnaa huu.n
Nazir Fatehpuri
Ghazal
nigaraa.n hai jo furaat ke vo kyaa bataa.e.nge
haa.n tishnagii-e-karb-o-balaa ham se puuchhiye