SEARCH RESULTS
Showing search results for "karishma-saazii-e-husn-e-azal"
Ghazal MATCHES FOR "karishma-saazii-e-husn-e-azal"
Ghazal
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are tauba
miraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
jalva-e-husn-e-azal diida-e-biinaa mujh se
jaane kyaa soch ke phir kar liyaa parda mujh se
Javed Vashisht
Ghazal
ai husn-e-azal terii kyaa shaan niraalii hai
dekhaa to jalaalii hai samjhaa to jalaalii hai
Shakir Naiti
Ghazal
husn-e-azal kaa jalva hamaarii nazar me.n hai
jo tuur par hu.aa thaa dil-e-diida-var me.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
husn-e-azal ne pahle hame.n jalva-gar kiyaa
duniyaa-e-hast-o-buud se phir be-KHabar kiyaa
Rifat-al-Qasmi
Ghazal
Manzar Ayubi
Ghazal
karishma-saazii-e-husn-e-tasavvuraat na puuchh
vo aa ga.e mire dil me.n KHayaal se pahle
Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
Ghazal
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
kaasa-e-dil ko mujalla aur kar luu.n to chaluu.n
darKHur-e-husn-e-azal kab hai ye nazraana abhii
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
KHud qalb miraa jalva-gah-e-husn-e-azal hai
ai 'zabt' mai.n joyaa-e-sanam-KHaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
vo aur ho.nge jinhe.n hai najaat kii KHvaahish
shahiid-e-husn-e-azal ko hai aarzuu terii
Nashad Kanpuri
Ghazal
bisaat-e-dahr sahii jalva-gaah-e-husn-e-azal
nigaah-e-shauq fuGaa.n-sanj-e-tishnagii kyuu.n hai
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
merii hii aa.nkho.n pe Gaflat kaa pa.Daa thaa parda
shaahid-e-husn-e-azal mujh se hu.aa thaa na judaa
Talib Dehlavi
Ghazal
biit jaa.e kyaa KHudaa jaane jahaan-e-shauq par
vo to kahiye lailaa-e-husn-e-azal mahmil me.n hai
Sabir Abuhari
Ghazal
to ai husn-e-azal tujh se ijaazat chaahtaa huu.n mai.n
ijaazat chaahte hai.n ab mire jazbaat bose kii