SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasar"
Ghazal MATCHES FOR "kasar"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ho be-niyaaz-e-asar bhii kabhii tirii miTTii
vo kiimiyaa hii sahii rah ga.ii kasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aap ke Tuk.Do.n ke Tuk.De kar diye jaa.e.nge par
aap kii taaziim me.n ko.ii kasar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
jab rone baiThtaa huu.n tab kyaa kasar rahe hai
ruumaal do do din tak juu.n abr tar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ammar Iqbal
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
rahtii hai kasar ek na ik baat kii sab me.n
ham ko to in achchho.n me.n bhii achchhaa nahii.n miltaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
dino.n kii baat hai ab kiimiyaa-garii apnii
ki rah ga.ii hai zaraa sii kasar ziyaada nahii.n
Zafar Iqbal
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
jo rah ga.ii hai ye ek aa.nch kii kasar to 'zafar'
vo zar-garii thii kisii kiimiyaa ke hone se
Zafar Iqbal
Ghazal
kasar rahii-sahii kar de.ngii aa.ndhiyaa.n puurii
mai.n us daraKHt ko ja.D se hilaa ke lauT aayaa
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
mai.n chaahne me.n ko.ii kasar chho.Dtaa nahii.n
mai.n darmiyaa.n me.n chho.Dne vaalaa nahii.n banaa