SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashaakash"
Ghazal MATCHES FOR "kashaakash"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tum ko bhii ham dikhaa.e.n ki majnuu.n ne kyaa kiyaa
fursat kashaakash-e-Gam-e-pinhaa.n se gar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
husn Gamze kii kashaakash se chhuTaa mere ba.ad
baare aaraam se hai.n ahl-e-jafaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
hai.n is kashaakash-e-paiham me.n zindagii ke maze
phir ek baar ko.ii sa.i-e-naa-tamaam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
nazdiikii o duurii kii kashaakash ko miTaa de
is ja.ng me.n tuu sulh ke parcham kii tarah aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
rahii thii dam kii kashaakash gale me.n kuchh baaqii
so us kii teG ne jhag.Daa hii infisaal kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Aleem Masroor
Ghazal
Gam-e-hayaat o Gam-e-dost kii kashaakash me.n
ham aise log to ra.nj-o-malaal se bhii ga.e
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
ghir ga.ii hai do zamaano.n kii kashaakash me.n hayaat
ik taraf zanjiir-e-maazii ek jaanib haal hai
Akbar Hyderabadi
Ghazal
kashaakash-haa-e-hastii se kare kyaa sa.i-e-aazaadii
hu.i zanjiir-e-mauj-e-aab ko fursat ravaanii kii
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam-e-duurii ne kashaakash to bahut kii lekin
yaad un kii dil-e-'hasrat' se bhulaa.ii na ga.ii
Hasrat Mohani
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Ehsan Jafri
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
dekhe.n is kashaakash kaa iKHtitaam ho kab tak
jaagne kii KHvaahish hai hausla hai KHvaabo.n kaa