SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashaakash"
Nazm MATCHES FOR "kashaakash"
Nazm
parchhaiyan
na jaane kitnii kashaakash se kitnii kaavish se
ye sote jaagte lamhe churaa ke laa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
jo ziist kii be-huuda kashaakash se bhii hote nahii.n ma.aduum
KHud ziist kaa mafhuum!
Noon Meem Rashid
Nazm
KHak-e-dil
ek saathii bhii tah-e-KHaak yahaa.n sotii hai
arsa-e-dahr kii be-rahm kashaakash kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
nakaami
vahii be-jaan iraade vahii be-ra.ng savaal
vahii be-ruuh kashaakash vahii bechain KHayaal
Sahir Ludhianvi
Nazm
shama
bustaan-o-bulbul-o-gul-o-buu hai ye aagahii
asl kashaakash-o-man-o-tuu hai ye aagahii
Allama Iqbal
Nazm
waqt ki qadr
kashaakash-e-abadiyyat me.n ham mile.n na mile.n
kashaakash-e-abadiyyat bhulaa bhii jaa salmaa
Akhtar Shirani
Nazm
karahte hue dil
kisii ko dil kii kashaakash kaa hausla hogaa
na jaane kitne iraade ubhar rahe ho.nge
Mustafa Zaidi
Nazm
parda-e-zangari
ye kashaakash ye tasaadum ye tazaad
maan letaa huu.n ye fitrat kii fusuu.n-kaarii hai
Akhtar Payami
Nazm
dusra janm
aur aavaaz se raushnii kii kashaakash
bahut faasla hai mire aur mere tasavvur ke saahil me.n
Balraj Komal
Nazm
sharabi
vahii tazaad vahii hai kashaakash-e-hastii
hayaat aaj kahaa.n khii.nch kar mujhe laa.ii
Anjum Azmi
Nazm
alamiya
ranj-o-raahat kii kashaakash se varaa hai zindagii
ijtihaad-e-ilm-o-fan se maa-sivaa hai zindagii
Siddique Kaleem
Nazm
tere jamal ki doshizgi ki qaus-e-quzah
kashaakash-e-Gam-e-hastii mujhe ijaazat de
ku.nvaare-pan kii hathelii pe teraa naam likhuu.n
Aleem Saba Navedi
Nazm
kya kah gai hai bagh se baad-e-KHizan na puchh
hangaama-e-kashaakash-e-suud-o-ziyaa.n na puuchh
shaayad ki ho rahaa hai phir ik imtihaa.n na puuchh
Inam Thanvi
Nazm
nala sarmaya-e-yak-alam
ko.ii naGma mirii KHaamosh mohabbat ke rabaab
ye umiido.n kii kashaakash ye tamannaa.o.n ke jaal