SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashaakash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kashaakash"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Nazm
parchhaiyan
na jaane kitnii kashaakash se kitnii kaavish se
ye sote jaagte lamhe churaa ke laa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kashaakash"
Ghazal
husn Gamze kii kashaakash se chhuTaa mere ba.ad
baare aaraam se hai.n ahl-e-jafaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
jo ziist kii be-huuda kashaakash se bhii hote nahii.n ma.aduum
KHud ziist kaa mafhuum!
Noon Meem Rashid
Ghazal
hai.n is kashaakash-e-paiham me.n zindagii ke maze
phir ek baar ko.ii sa.i-e-naa-tamaam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
nazdiikii o duurii kii kashaakash ko miTaa de
is ja.ng me.n tuu sulh ke parcham kii tarah aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
rahii thii dam kii kashaakash gale me.n kuchh baaqii
so us kii teG ne jhag.Daa hii infisaal kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Aleem Masroor
Nazm
KHak-e-dil
ek saathii bhii tah-e-KHaak yahaa.n sotii hai
arsa-e-dahr kii be-rahm kashaakash kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
nakaami
vahii be-jaan iraade vahii be-ra.ng savaal
vahii be-ruuh kashaakash vahii bechain KHayaal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Gam-e-hayaat o Gam-e-dost kii kashaakash me.n
ham aise log to ra.nj-o-malaal se bhii ga.e