SEARCH RESULTS
Showing search results for "katarne"
Ghazal MATCHES FOR "katarne"
Ghazal
pii ke aa.e hai.n kahii.n haath na bahke vaa.iz
daa.Dhii katre.n na kahii.n jeb katarne vaale
Riyaz Khairabadi
Ghazal
u.Daan bhartaa huu.n jab bhii KHalaa.o.n se aage
na jaane kaun mire par katarne lagtaa hai
Salim Shuja Ansari
Ghazal
daam me.n rakhtaa parindo.n kii u.Daane.n lekin
par katarne kaa magar us ko saliiqa bhii nahii.n
Salma shaheen
Ghazal
mire KHayaal kii parvaaz se jo vaaqif hai
vo aashnaa hii mire par katarne vaalaa hai
Amardeep Singh
Ghazal
hamaarii u.nglii katarne lagii a.nguuThii vo
kisii kaa aks ubharne lagaa nagiine me.n
Siraj Faisal Khan
Ghazal
par taulne lagii hai.n jo uu.nchii u.Daan ko
un KHvaahisho.n ke pa.nkh katarne lagaa huu.n mai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
baat ke banaane me.n vaqt kitnaa lagtaa hai
baat ko katarne me.n der kitnii lagtii hai
Ateeq Ali Aatif
Ghazal
aflaak jab anaa ke pighalte hu.e mile
par apnii aarzuu ke katarne lagii huu.n mai.n
Meena Naqvi
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
par katarne ko jin ke ba.Dhii.n qai.nchiyaa.n
vo kabuutar bane naama-bar pyaar ke
Mujeeb Parwaz
Ghazal
hunar nahii.n jo havaa.o.n ke par katarne kaa
rahegaa KHauf hamesha hii bujh ke marne kaa
Dinesh Kumar
Ghazal
tuu jab itnii uu.nchii u.Daane.n bharegaa
to haasid tire par katarne kaa naa hai
Faraz Hasanpuri
Ghazal
kuchh parinde hai.n magan mausamii parvaazo.n me.n
ek aa.ndhii hai par-o-baal katarne vaalii
Ambar Bahraichi
Ghazal
kuchh aise yaar bhii ruu-posh hai.n mire andar
jo aastiin katarne ke baad khulte hai.n
Altamash Abbas
Ghazal
tuu jab itnii uu.nchii u.Daane.n bharegaa
to haasid tire par katarne kaa naa hai