SEARCH RESULTS
Showing search results for "kele"
Ghazal MATCHES FOR "kele"
Ghazal
nosh farmaate ho baato.n me.n maze se aksar
dhendas aur kaduuhii aur khiire chachii.nde kele
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
arbaab-e-havas haar ke bhii jaan pe khele
kam-taala.i-e-aashiq-e-jaa.n-baaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
kyo.n zulmat-e-Gam se ho 'KHumaar' itne pareshaan
baadal ye hamesha hii to kaale na rahe.nge
Khumar Barabankavi
Ghazal
shahr kyaa dekhe.n ki har manzar me.n jaale pa.D ga.e
aisii garmii hai ki piile phuul kaale pa.D ga.e
Rahat Indori
Ghazal
jauhar-shanaas nazro.n se ojhal nahii.n thaa mai.n
kyuu.n ko.ele kii kaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
vo kaale ho.nT jaam samajh kar cha.Dhaa ga.e
vo aab jis se mai.n ne vuzuu tak kiyaa na thaa
Bashir Badr
Ghazal
kaale kap.De nahii.n pahne hai.n to itnaa kar le
ik zaraa der ko kamre me.n a.ndheraa kar le
Munawwar Rana
Ghazal
shiishe kii silaa.ii me.n kaale bhuut kaa cha.Dhnaa
baam kaaTh kaa gho.Daa niim kaa.nch kii golii
Bashir Badr
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai.n qaa.el-e-KHuddaarii-e-ulfat sahii lekin
aadaab-e-mohabbat se to begaana nahii.n huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
yaad aatii jab kabhii ehsaas kii niilam-parii
ghar ke kaale dev kaa qissa puraanaa ho gayaa