SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaaksaar"
Ghazal MATCHES FOR "khaaksaar"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
basaan-e-KHaak sar-e-kuu-e-yaar baiThe hai.n
ab is maqaam se ham KHaaksaar kyaa utre.n
Ahmad Faraz
Ghazal
lagaa ke vaqt ko Thokar jo KHaaksaar chale
yaqii.n ke qaafile hamraah be-shumaar chale
Aalok Shrivastav
Ghazal
samjhe vo apnaa KHaaksaar mujhe
KHaak-e-rah huu.n ki KHaak-e-paa kuchh huu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hu.aa thaa qatl kal us ke kisii divaane kaa
KHudaa kaa shukr ki ilzaam KHaaksaar pe thaa
Charagh Sharma
Ghazal
Farhan Salim
Ghazal
raushan-zamiir hai.n ye tire KHaaksaar-e-ishq
rakhte hai.n faiz-e-ishq se nuur-o-safaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
kyuu.nkar na KHaaksaar rahe.n ahl-e-kii.n se duur
dekho zamii.n falak se falak hai zamii.n se duur
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
karte hii saaf aa.iine ko KHaak dekh le
jauhar na puuchh jo hai.n har ik KHaaksaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
qaasid likhuu.n lifaafa-e-KHat ko Gubaar se
taa jaane vo ye KHat hai kisii KHaaksaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
us ne hasb-e-aasaa.ish kii aduu ko fahmaa.ish
KHaaksaar kii had tak KHaaksaar karnaa thaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
na aablo.n se hai raGbat na paa.nv se ranjish
'ajab suluuk hai.n maidaan-e-KHaarzaar ke bhii
Saleem Siddiqui
Ghazal
Baqar Mehdi
Ghazal
turaab-e-paa-e-hasiinaan-e-lakhna.uu hai ye
ye KHaaksaar hai 'aKHtar' ko naqsh-e-paa kahiye