SEARCH RESULTS
Showing search results for "khajista"
Ghazal MATCHES FOR "khajista"
Ghazal
aaj lab-e-guhar-fishaa.n aap ne vaa nahii.n kiyaa
tazkira-e-KHajista-e-aab-o-havaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
nashiilii Tho.Dii tabassum taraazuu chaah-e-zaqan
KHamiida KHandaa.n KHajista KHumaar patlii galii
Shahzad Qais
Ghazal
الہي عقل خجستہ پے کو ذرا سي ديوانگی سکھا دے
اسے ہے سودائے بخيہ کاري ، مجھے سر پيرہن نہيں ہے
Allama Iqbal
Ghazal
aa.nkho.n ke gird jhaa.nkte halqe na dekh tuu
sail-e-KHajista-KHuu ko utartaa hu.aa bhii dekh
Kishwar Naheed
Ghazal
Gurbat ke bayaabaa.n me.n hai 'mus.hafii' aavaaraa
ai KHizr-e-KHajista pe Tuk raah tuu batlaanaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ai KHizr pai-e-KHajista bahr-e-KHudaa karam kar
bhaTke hu.e musaafir manzil ko Dhuu.nDte hai.n
Nazm Tabatabai
Ghazal
KHamiida aasmaa.n KHajista gaam lau bahaar kii
sitaada choTiyo.n kaa ik jahaan us pahaa.D par
Ghulam Nabi Nazir
Ghazal
na jaane lauT kar kab aa.egaa mausam KHajista
tirii aa.nkho.n kii shaa.ista ha.nsii ko dekhne kaa
Sajid Hameed
Ghazal
nazar-navaaz hai husn-e-KHajista-pai ab bhii
khaTak rahii hai magar dil me.n ko.ii shai ab bhii
Mukhtar Hashmi
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
'Gaalib'-e-KHasta ke baGair kaun se kaam band hai.n
ro.iye zaar zaar kyaa kiijiye haa.e haa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
jaa ke kohsaar se sar maaro ki aavaaz to ho
KHasta diivaaro.n se maathaa nahii.n pho.Daa karte
Gulzar
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
ye laash-e-be-kafan 'asad'-e-KHasta-jaa.n kii hai
haq maGfirat kare ajab aazaad mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
us ke kuuche me.n hai nit suurat-e-bedaad na.ii
qatl har KHasta baa-andaaz-e-digar hotaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mujh KHasta o mahjuur kii aa.nkhe.n hai.n tarastii
kab se tujhe ai sarv-KHiraamaa.n nahii.n dekhaa