SEARCH RESULTS
Showing search results for "khajuuro.n"
Ghazal MATCHES FOR "khajuuro.n"
Ghazal
roz ham jaltii hu.ii ret pe chalte hii na the
ham ne saa.e me.n khajuuro.n ke bhii aaraam kiyaa
Ambar Bahraichi
Ghazal
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
Prem Kumar Nazar
Ghazal
tahziib apnii aap numuu kar rahii hai aaj
piipal se ug pa.De hai.n khajuuro.n ke chaar pe.D
Muneer Jafri
Ghazal
tahziib apnii aap numuu kar rahii hai aaj
piipal se ug pa.De hai.n khajuuro.n ke chaar pe.D
Muneer Jafri
Ghazal
Shaukat Hashmi
Ghazal
ghane dhu.e.n me.n farishte bhii aa.nkh malte hai.n
tamaam raat khujuuro.n ke pe.D julte hai.n
Bashir Badr
Ghazal
hazaar zer-e-qadam raasta ho KHaaro.n kaa
jo chal pa.De.n to iraada nahii.n badalte ham
Habib Jalib
Ghazal
kaj-kulaaho.n se kahe kaun ki ai be-KHabro.n
tauq-e-gardan se nahii.n turra-e-dastaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHabro.n ne kii musavvarii KHabre.n Gazal banii.n
zinda lahuu to tiir kamaano.n me.n baT gayaa
Nida Fazli
Ghazal
Bashir Farooqi
Ghazal
'vasiim' shahr me.n sachchaa.iyo.n ke lab hote
to aaj KHabro.n me.n sab KHairiyat nahii.n hotii
Waseem Barelvi
Ghazal
Nadeem Bhabha
Ghazal
nahii.n ki naama-baro.n ko talaash karte hai.n
ham apne be-KHabaro.n ko talaash karte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tumhaarii yaad ke charko.n se laKHt laKHt hai jii
ki KHanjaro.n se kisii ne badan ko qaashaa hai
Aamir Suhail
Ghazal
mirii madad se khujuuro.n kii fasl pakne lage
mai.n chaahtaa huu.n ki sahraa kii dopahar ho jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
saaya hai kam khajuur ke uu.nche daraKHt kaa
ummiid baa.ndhiye na ba.De aadmii ke saath
Kaif Bhopali
Ghazal
Hammad Niyazi
Ghazal
baiThnaa Gairo.n me.n kab hai na.ng-e-yaar
phuul gul hote hii hai.n KHaaro.n ke biich