SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalid iqbal yasir"
Ghazal MATCHES FOR "khalid iqbal yasir"
Ghazal
kabhii buu.nd buu.nd sahaab me.n use dekhnaa
kabhii naGma naGma rabaab me.n use dekhnaa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
ta.abiir se mahruum tire KHvaab bahut the
saada sii kahaanii thii magar baab bahut the
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
jaisii nigaah thii tirii vaisaa fusuu.n hu.aa
jo kuchh tire KHayaal me.n thaa juu.n-kaa-tuu.n hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
lagtaa hai zinda rahne kii hasrat ga.ii nahii.n
mar ke bhii saa.ns lene kii aadat ga.ii nahii.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
ko.ii pahle to ko.ii baad me.n ayyaar hu.aa
apnii KHvaahish pe jo vaabasta-e-darbaar hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
ik daa.ere kii shakl me.n khii.nchaa hu.aa hisaar
yalGaar se kuchh aur bhii badlaa hu.aa hisaar
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Gulaam kii roz o shab Gulaamii me.n kyaa kamii thii
kaniiz ke iltifaat o KHuubii me.n kyaa kamii thii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
jo rabt merii tirii nabz Duubne tak hai
mubaalaGa bhii kare.n to nibaahane tak hai
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
daastaa.n ke ruKH-numaa abvaab chorii ho ga.e
luT ga.e auqaaf sab e'raab chorii ho ga.e
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
goshmaalii se kab unho.n ne asar liyaa thaa
sarkasho.n ko jo kaam karnaa thaa kar liyaa thaa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
zamaane ke darbaar me.n dast-basta hu.aa hai
ye dil us pe maa.il magar rafta rafta hu.aa hai
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
aisaa bhii nahii.n bhuule se KHvaahish hii nahii.n kii
paane kii use shauq se koshish hii nahii.n kii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
darbaar me.n jab arz-e-hunar aur tarah kii
sultaa.n ne mire fan kii qadar aur tarah kii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
shaah-e-aalam ko sar-e-aam sunaa baiThaa huu.n
mere maulaa tirii chaukhaT se lagaa baiThaa huu.n