SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalish-e-hasrat-e-jaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "khalish-e-hasrat-e-jaa.n"
Ghazal
garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate hai.n
ham charaaGo.n kii tarah shaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
be-chaargii-e-hasrat-e-diidaar dekhnaa
mushkil na dekhnaa hai to dushvaar dekhnaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
ilaaj-e-hasrat-e-dil-giir kar rahaa huu.n mai.n
muqaddaraat kii ta.amiir kar rahaa huu.n mai.n
Ahsan Lakhnavi
Ghazal
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
KHadd-o-KHaal-e-hasrat-o-armaa.n badalnaa hai mujhe
sarhad-e-soz-e-Gam-e-dil se nikalnaa hai mujhe
Jagdish Mehta Dard
Ghazal
zindagii vaqf-e-Gam-o-hasrat-o-aalaam sahii
aap de de.n to yahii ishq kaa in.aam sahii
Kaleem Saronji
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
KHushaa bedaad KHuun-e-hasrat-e-bedaad hotaa hai
sitam iijaad karte ho karam iijaad hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
rahiin-e-hasrat-o-hirmaan-o-yaas baiThe hai.n
vo shaadmaa.n hai.n magar ham udaas baiThe hai.n
Rafiq Siraji
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
tohmat-e-hasrat-e-parvaaz na mujh par baa.ndhe
vaj.h kyaa khol ke sayyaad ne phir par baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
shaam tamhiid-e-Gazal raat hai takmiil-e-Gazal
din nikalte hii nikal jaatii hai jaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ajab nahii.n vahii manzar nazaara ban jaa.e
Daraa rahaa hai ye Dar iztiraab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
miraa KHayaal hai paaband-e-hasrat-o-aazaar
mire gumaan me.n bhii tuu nahii.n suruur ko paar
Kaukab Shahjahanpuri
Ghazal
charaaG-e-hasrat-o-armaa.n bujhaa ke baiThe hai.n
har ek tarh se KHud ko jalaa ke baiThe hai.n
Baqar Mehdi
Ghazal
hasrat-e-faisla-e-dard-e-jigar baaqii hai
aur abhii silsila-e-shaam-o-sahar baaqii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
malaal-o-hasrat-o-biim-o-rajaa bahut kuchh hai
hamaare paas KHudaa kaa diyaa bahut kuchh hai