SEARCH RESULTS
Showing search results for "khanda"
Ghazal MATCHES FOR "khanda"
Ghazal
kis fursat-e-visaal pe hai gul ko andaliib
zaKHm-e-firaaq KHanda-e-be-jaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
KHaak-baazi-e-ummiid kaar-KHaana-e-tiflii
yaas ko do-aalam se lab-ba-KHanda vaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kahii.n hai naGma-e-bulbul kahii.n hai KHanda-e-gul
ayaa.n hai josh-e-shabaab-e-bahaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
phuuT niklegaa jabii.n se ek chashma husn kaa
sub.h uTh kar KHanda-e-saamaan-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
tuu pas-e-KHanda-labii aaho.n kii aavaaze.n to sun
ye ha.nsii to aa.ii hai aa.nsuu chhupaane ke liye
Adeem Hashmi
Ghazal
aamad-e-KHat se na kar KHanda-e-shiirii.n ki mabaad
chashm-e-mor aa.iina-e-dil nigaraanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
chale to KHanda-mizaajii se jaa rahe the ham
kisii hasiin ne raste me.n aa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
tuu ki anjaan hai is shahr ke aadaab samajh
phuul ro.e to use KHanda-e-shaadaab samajh
Ahmad Faraz
Ghazal
bulbul ke kaarobaar pe hai.n KHanda-haa-e-gul
kahte hai.n jis ko ishq KHalal hai dimaaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dekh aa.e.n chalo ham bhii jis bazm me.n sunte hai.n
jo KHanda-ba-lab aa.e vo KHaak-basar jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ab tazkira-e-KHanda-e-gul baar hai jii par
jaa.n vaqf-e-Gam-e-giriya-e-shabnam hai mirii jaa.n
Habib Jalib
Ghazal
mujh ko arzaanii rahe tujh ko mubaarak hojiyo
naala-e-bulbul kaa dard aur KHanda-e-gul kaa namak
Mirza Ghalib
Ghazal
KHanda-e-sub.h-e-azal tiirgii-e-shaam-e-abad
dono.n aalam hai.n chhalakte hu.e paimaano.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Gam-e-firaaq me.n takliif-e-sair-e-baaG na do
mujhe dimaaG nahii.n KHanda-haa-e-bejaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai aarmiidagii me.n nikohish bajaa mujhe
sub.h-e-vatan hai KHanda-e-dandaa.n-numaa mujhe