SEARCH RESULTS
Showing search results for "khanda"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khanda"
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
kis fursat-e-visaal pe hai gul ko andaliib
zaKHm-e-firaaq KHanda-e-be-jaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khanda"
Sher
bulbul ke kaarobaar pe hai.n KHanda-haa-e-gul
kahte hai.n jis ko ishq KHalal hai dimaaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kahii.n hai naGma-e-bulbul kahii.n hai KHanda-e-gul
ayaa.n hai josh-e-shabaab-e-bahaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
phuuT niklegaa jabii.n se ek chashma husn kaa
sub.h uTh kar KHanda-e-saamaan-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Nazm
mirza ghaalib
shaahid-e-mazmuu.n tasadduq hai tire andaaz par
KHanda-zan hai Guncha-e-dillii gul-e-shiiraaz par
Allama Iqbal
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
KHanda-e-tiflaa.n kii suurat be-kuduurat hai.n
abhii ham KHuub-suurat hai.n