SEARCH RESULTS
Showing search results for "khanda-e-be-jaa"
Ghazal MATCHES FOR "khanda-e-be-jaa"
Ghazal
kis fursat-e-visaal pe hai gul ko andaliib
zaKHm-e-firaaq KHanda-e-be-jaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
kisii ke KHanda-e-be-jaa kaa ab nahii.n shikva
fuGaa.n bhii dil se nikaltii nahii.n fuGaa.n kii tarah
Muneer Bhopali
Ghazal
ab tak ilaaj-e-ranjish-e-be-jaa na kar sake
ik umr me.n bhii husn ko apnaa na kar sake
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
jaur-e-be-jaa ko jo kahte ho bajaa hai vo bhii
dast-e-qaatil pe lahuu hai ki hinaa hai vo bhii
Ghani Ejaz
Ghazal
naazaa.n bahaar-e-gul pe na ho is qadar 'jaliil'
kyaa e'tibaar-e-KHanda-e-be-e'tibaar-e-gul
Jaleel Qidwai
Ghazal
vo us kaa haal-e-zabuu.n us pe KHanda-e-be-baak
hasii.n samaaj ke chehre pe ghaav jaisaa hai
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
vo bhuule jaate hai.n tarz-e-jafaa-e-be-jaa ko
ham apnaa zor-e-vafaa aazmaa.e jaate hai.n
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
ham dekhte hai.n aa.nkh me.n sahme hu.e aa.nsuu
ik chup hai kahii.n KHanda-e-be-baak se aage
Abrar Ahmad
Ghazal
KHanda-e-be-zarar kahaa.n Guncha-o-gul se dars le
fitrat-e-zindagii pe jaa ishrat-e-zindagii na dekh
Shahab Sarmadi
Ghazal
ai chaaragaro zahmat-e-be-jaa na karo tum
KHud dard ko ham log davaa maan chuke hai.n
Muztar Majaz
Ghazal
hai husn-e-be-jaa pe naaz tum ko ye sochte ho
utaar laa.uu.n ko.ii sitaara to kyaa karoge
Javed Mushiri
Ghazal
huur-e-be-jaa kii talaafii kuchh to kar
KHair iz.haar-e-nadaamat hii sahii
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
hayaat-e-chand-nafas par tafaaKHur-e-be-jaa
har ek chiiz hai faanii samajh sako to kahuu.n
Bebak Bhojpuri
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
karam kii zahmat-e-be-jaa kaa shukriya lekin
tumhaare dard ko chaahaa hai zindagii kii tarah
Raees Akhtar
Ghazal
naaseh jo ye nasiihat-e-be-jaa na mai.n sunii
ma.azuur rakh tuu mujh ko miraa dil bajaa na thaa
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
ye qaid-o-said ke andesha-haa-e-be-jaa kyaa
chaman kii fikr karo aashiyaa.n kii baat karo
Abdul Majeed Salik
Ghazal
kitnii hasii.n hai.n un ke sitam kii masarrate.n
shukr-e-karam kii zahmat-e-be-jaa se bach ke chal