SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaab-e-sohbat-e-bad"
Ghazal MATCHES FOR "kharaab-e-sohbat-e-bad"
Ghazal
dil pand-e-vaa.izaa.n se hu.aa hai asar-paziir
us ko KHaraab-e-sohbat-e-bad ham ne kar diyaa
Sirajuddin Zafar
Ghazal
zaraa bhii sohbat-e-bad kaa asar nahii.n lagtaa
jab us kii baat se pahle magar nahii.n lagtaa
Azwar Shirazi
Ghazal
maa.il-e-sohbat-e-aGyaar to ham hai.n tum kaun
kyuu.n buraa maan ga.e yaar to ham hai.n tum kaun
Muztar Khairabadi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
buu aane lagii tujh se bhii duniyaa kii mire yaar
kuchh roz mujhe sohbat-e-bad chaahiye merii
Aal-e-Umar
Ghazal
sharaar-e-sa.ng se sa.nglaaKH ho ga.e talve
hu.aa na kuchh dil-e-KHaana-KHaraab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
aah ko baad-e-sabaa dard ko KHushbuu likhnaa
hai bajaa zaKHm-e-badan ko gul-e-KHud-ruu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
muddato.n ke baad phir kunj-e-hiraa raushan hu.aa
kis ke lab par dekhnaa harf-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
talaatum-e-Gam-e-dauraa.n me.n bah ga.e patvaar
havaa ke haath me.n ham baadbaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
nasheman apnaa hai phir barq-o-baad se sarshaar
na.ii bahaar bhii kyaa saazgaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
ye sitam uf aatish-e-diidaar bha.Dkaane ke baad
ho ga.e ruu-posh vo ik jalva dikhlaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
kyaa kahuu.n mujh pe jo ai dushman-e-jaa.n guzrii hai
tirii har baat tabii.at pe giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
sohbat-e-bad se ijtinaab karo
varna ik roz is me.n zillat hai
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
shor-angez vo KHuu.n-baar havaa bhii aa.e
aur dabe paa.nv kabhii baad-e-sabaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ye dosto.n kii navaazish hai ek baar-e-garaa.n
ba.De KHuluus se dushman kaa kaam kar aa.e