SEARCH RESULTS
Showing search results for "khariidaar"
Ghazal MATCHES FOR "khariidaar"
Ghazal
phir shauq kar rahaa hai KHariidaar kii talab
arz-e-mataa-e-aql-o-dil-o-jaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
mire daaman me.n sharaaro.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
aap phuulo.n ke KHariidaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
ham hai.n mata-e-kuucha-o-baazaar kii tarah
uThtii hai har nigaah KHariidaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
ek to KHvaab liye phirte ho galiyo.n galiyo.n
us pe takraar bhii karte ho KHariidaar ke saath
Ahmad Faraz
Ghazal
ham gul-e-KHvaab sajaate the dukaan-e-dil me.n
aur phir KHud hii KHariidaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
har gha.Dii chashm-e-KHariidaar me.n rahne ke liye
kuchh hunar chaahiye baazaar me.n rahne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
ajab fusuun-e-KHariidaar kaa asar hai ki ham
usii kii aa.nkh se apne hunar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
bik jaate hai.n ham aap mataa-e-suKHan ke saath
lekin ayaar-e-taba.a-e-KHariidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
baazaar me.n KHushbuu ke KHariidaar kahaa.n hai.n
ye phuul hai.n be-ra.ng bataa de.n to kise de.n
Aanis Moin
Ghazal
sad kaarvaa.n vafaa hai ko.ii puuchhtaa nahii.n
goyaa mataa-e-dil ke KHariidaar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
khulaa hai jhuuT kaa baazaar aa.o sach bole.n
na ho balaa se KHariidaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
kis ko biknaa thaa magar KHush hai.n ki is hiile se
ho ga.ii.n apne KHariidaar se baate.n kyaa kyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
aisaa naadaan KHariidaar bhii ko.ii hogaa
jo tire Gam ke evaz saarii KHudaa.ii le le