SEARCH RESULTS
Showing search results for "khariidaar"
Nazm MATCHES FOR "khariidaar"
Nazm
o des se aane wale bata
nau-umr KHariidaar ab ki nahii.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naala.nda tire uud kaa har taar azal se
tuu jins-e-mohabbat kaa KHariidaar azal se
Allama Iqbal
Nazm
kar gae kuch kahan
itne yuusuf to na the misr ke baazaar me.n bhii
jins is darja hai vaafir ki KHariidaar nahii.n
Ahmad Faraz
Nazm
taaruf
le ke niklaa huu.n guhar-haa-e-suKHan
maah o anjum kaa KHariidaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dildar dekhna
kuu-e-jafaa me.n qaht-e-KHariidaar dekhnaa
ham aa ga.e to garmi-e-baazaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fareb
qiimate.n kaalii dukaano.n pe kha.Dii rahtii hai.n
har KHariidaar kii jebo.n ko katarne ke liye
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHushamad
Dhuu.nDte phirte hai.n ulfat ke KHariidaar use
aashnaa milte hai.n aur chaahe hai.n sab yaar use
Nazeer Akbarabadi
Nazm
dard-e-mushtarak
jis ne ham sab ko KHariidaar banaa rakkhaa hai
aa ki us fitna-e-zarposh ko uryaa.n kar de.n
Qateel Shifai
Nazm
dard-e-dil
shauq-e-shohrat havas-e-garmii-e-baazaar nahii.n
dil vo yuusuf hai jise fikr-e-KHariidaar nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
aur agar hai to phir aa tere parastaar hai.n ham
jins-e-aazaadii-e-insaa.n ke KHariidaar hai.n ham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dar-guzar
log kahte hai.n ki ko.ii bhii KHariidaar na thaa
kaun vo log the ab yaad nahii.n aataa hai
Shaz Tamkanat
Nazm
mulaqat
KHaar-haa-e-mehn-o-dard ke tujjaar bhii hai.n
aur gul-haa-e-mohabbat ke KHariidaar bhii hai.n
Daud Ghazi
Nazm
pathraw ki chaumukh barkha mein
har shahr me.n har viiraane me.n
ko.ii to KHariidaar aa.egaa
Shaz Tamkanat
Nazm
raqqasa-e-auham
asnaam-e-imaarat kaa parastaar hai aalam
sarmaaya-e-Gaflat kaa KHariidaar hai aalam
Bebak Bhojpuri
Nazm
saeban
mai.n KHizaa.n me.n giraftaar huu.n
dekho KHvaabiida maujo.n KHariidaar ruuho.n
Iftikhar Jalib
Nazm
nazm
haa.e ab taaqat-e-guftaar kahaa.n se laa.uu.n
naGma-e-Gam kaa KHariidaar kahaa.n se laa.uu.n