SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharq-e-aadat"
Ghazal MATCHES FOR "kharq-e-aadat"
Ghazal
mai.n KHarq-e-aadat-e-piir-e-muGaa.n kaa qaa.el huu.n
ki ba.ad-e-KHarq kiyaa iltiyaam shiishe me.n
Mazaq Badayuni
Ghazal
apne pahluu me.n tujhe dekh ke hairat hai mujhe
KHarq-e-aadat hai tiraa vaada vafaa ho jaanaa
Ahsan Marahravi
Ghazal
apnaa rahaa huu.n Gam ko ba.De ehtiraam se
roz-e-azal se ye mirii aadat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
mai.n ehtimaam-e-majlis-e-aadaab me.n rahaa
kyuu.n log uTh ga.e hai.n ye kyaa baat ho ga.ii
Atique Asar
Ghazal
tark-e-aadat se mujhe niind nahii.n aane kii
kahii.n niichaa na ho ai gor sirhaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Hashim Azimabadi
Ghazal
aaj-kal ham se vo KHaa.if hai.n KHilaaf-e-aadat
jaane kyaa ham se hu.ii bhuul KHudaa hii jaane
Aasi Faiqi
Ghazal
majbuur thaa mai.n is qadar apne mizaaj se
kuchh bhii KHilaaf-e-aadat-o-fitrat na kar sakaa
Salim Shuja Ansari
Ghazal
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
ham me.n to ye hairaani-o-shoriidgi-e-ishq
bachpan hii se minjumla-e-aadaat rahii hai