SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatarnak"
Ghazal MATCHES FOR "khatarnak"
Ghazal
nok-e-har-KHaar KHatarnaak to hotii hai magar
sab ke daaman se ulajh jaa.e zaruurii to nahii.n
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
muflisii kitnii KHatarnaak hai tum kyaa jaano
ye salaamat ko.ii rishta nahii.n rahne detii
Aalam Nizami
Ghazal
aa.iine ko to.Daa hai to maaluum hu.aa hai
guzraa huu.n kisii dasht-e-KHatarnaak se aage
Rafi Raza
Ghazal
is qadar thaa ye garebaan miraa chaak miyaa.n
qais bhii dekh ke kahtaa thaa KHatarnaak miyaa.n
Khan Janbaz
Ghazal
ki jaise mujh pe hai chhaayaa shikaar kaa aaseb
ki jaise mai.n bhii KHatarnaak ja.ngalo.n me.n huu.n
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Waqif rae Barelvi
Ghazal
sar par cha.Dhaa liyaa hai jinhe.n aaj aap ne
kal dekh le.nge aap KHatarnaak ho ga.e
Shaad Aarfi
Ghazal
hijr naasuur hai chup-chaap hii jhelo is ko
aah-o-zaarii se KHatarnaak bhii ho saktaa hai
Injeel Saheefa
Ghazal
kahte the ham ai 'daaG' vo kuucha hai KHatarnaak
chhup chhup ke magar aap kaa jaanaa na hu.aa band
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham ki afsos-sad-afsos man-o-tuu ke asiir
vo ki mansuube KHatarnaak liye phirte hai.n
Ameen Inamdar
Ghazal
laakh koshish bhii kare.n zinda nahii.n rah sakte
ham-KHayaalii kii KHatarnaak vabaa me.n ham log
syed raza
Ghazal
dariyaa.o.n kaa ye chup to KHatarnaak hai bahut
baa.ndho buland shaaKH pe logo machaan phir
Kahkashan Tabassum
Ghazal
khaa.e hai.n bahut mauj-e-muKHaalif ke thape.De
rakkhaa hai bahut bahr-e-KHatarnaak nazar me.n
Tanveer Anjum
Ghazal
lamhaat Gam-e-ishq ke bebaak bahut the
qisse merii chaahat ke KHatarnaak bahut the
Tauqeer Zaidi
Ghazal
sho.ala-bayaa.n thaa kitnaa KHatarnaak dosto
lafzo.n kaa zahr jism me.n tahliil kar gayaa
Saifi sironji
Ghazal
sau KHizr se kam-hausla vaa.n jii se ga.e hai.n
jis dasht-e-KHatarnaak kaa mai.n rah-guzrii huu.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
sab ko rahtii hai yahaa.n shahr-e-amaa.n kii KHvaahish
itne haalaat KHatarnaak hu.aa chaahte hai.n
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
'muztar' shaGaal-nafs KHatarnaak thaa bahut
ham itnii dekh-bhaal na karte to dekhte