SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatarnak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khatarnak"
Ghazal
nok-e-har-KHaar KHatarnaak to hotii hai magar
sab ke daaman se ulajh jaa.e zaruurii to nahii.n
Fana Nizami Kanpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khatarnak"
Ghazal
aa.iine ko to.Daa hai to maaluum hu.aa hai
guzraa huu.n kisii dasht-e-KHatarnaak se aage
Rafi Raza
Mazahiya
zaliil chor KHatarnaak chor shaatir chor
faqat nigaah churaane ke fan me.n maahir chor
Dilawar Figar
Ghazal
is qadar thaa ye garebaan miraa chaak miyaa.n
qais bhii dekh ke kahtaa thaa KHatarnaak miyaa.n
Khan Janbaz
Nazm
khel
uljhe hu.e haalaat ke tevar hai.n KHatarnaak
badle hu.e mausam kii havaa khel rahii hai
Shorish kashmiri
Nazm
abstract art
Taa.ng khii.nchii thii ki misvaak jise kahte hai.n
naak vo naak KHatarnaak jise kahte hai.n
Syed Mohammad Jafri
Ghazal
ki jaise mujh pe hai chhaayaa shikaar kaa aaseb
ki jaise mai.n bhii KHatarnaak ja.ngalo.n me.n huu.n
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Waqif rae Barelvi
Ghazal
sar par cha.Dhaa liyaa hai jinhe.n aaj aap ne
kal dekh le.nge aap KHatarnaak ho ga.e
Shaad Aarfi
Ghazal
hijr naasuur hai chup-chaap hii jhelo is ko
aah-o-zaarii se KHatarnaak bhii ho saktaa hai