SEARCH RESULTS
Showing search results for "khele.n"
Ghazal MATCHES FOR "khele.n"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sahe.n kab tak jafaa.e.n bevafaa.ii dekhne vaale
kahaa.n tak jaan par khele.n judaa.ii dekhne vaale
Muztar Khairabadi
Ghazal
chaa.ndnii us se lipaT jaa.e havaa.e.n khele.n
ko.ii rah saktaa hai duniyaa me.n achhuutaa kaise
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
na mauj-e-tund hai kuchh aisii jis se khele.n ham
cha.Dhe hu.e hai.n jo dariyaa kaho utar jaa.e.n
Jamal Owaisi
Ghazal
kyuu.nkar shikaar-e-husn na khele.n yahaa.n ke log
pariyo.n ko phaa.ns lete hai.n hindostaa.n ke log
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Navak Lakhnavi
Ghazal
khele.n bhii aag se rahe.n mahfuuz haath bhii
aaGaaz chaahiye tumhe.n anjaam ke baGair
Abdul Hameed Bashar
Ghazal
Hasan Barelvi
Ghazal
ye naazuk chiiz hai dil aap is se khel na khele.n
dilo.n ke khel puure khelnaa dushvaar hotaa hai
Inderjit Nirdosh
Ghazal
ab aa.ngan me.n sannaaTe kii Daayan naache-gaa.e
ab bachcho.n ke badle ghar me.n khele.n zard gulaab
Noon Meem Danish
Ghazal
aa.nsuu mire bachcho.n kii tarah KHuun se khele.n
kuchh khel nahii.n ghar kaa ziyaa.n dekhte rahnaa
Khursheed Akbar
Ghazal
khele.n aapas me.n parii-chehra jahaa.n zulfe.n khol
kaun puuchhe hai vahaa.n haal-e-pareshaa.n meraa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
hame.n ye shauq ki tuufaa.n kii mauj se khele.n
magar kinaare pe laayaa bha.nvar hii aisaa thaa
Kuldeep Gauhar
Ghazal
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
KHudaayaa kaash ye hiire sii aa.nkhe.n
mohabbat kii ka.Dii baazii na khele.n