SEARCH RESULTS
Showing search results for "khii.nchne"
Ghazal MATCHES FOR "khii.nchne"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo jis ko khii.nchne se zaat kii parte.n khule.ngii
hamaarii zindagii kaa vo siraa gum ho gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
ai khi.nchne vaale dekh mirii be-panaahiyaa.n
aatii hai dushmano.n se bhii buu-e-vafaa mujhe
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Gam khii.nchne ko kuchh to tavaanaa.ii chaahiye
sivayyaa.n na dil me.n taab na taaqat hai jaan me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Yasmeen Habeeb
Ghazal
ham ki hai.n jumbish-e-abruu kii zabaa.n se vaaqif
tere khi.nchne ko bhii talvaar samajh lete hai.n
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ko bhii bulaataa hai yahaa.n ko.ii ta.Dap kar
mujh ko bhii ko.ii khii.nchne lagtaa hai vahaa.n se
Amritanshu Sharma
Ghazal
ra.ng-e-jamaal-e-ishq se kuu.nachii bharii ho par
tasviir khii.nchne ke liye canvas na ho
Ashu Mishra
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
le pareshaanii-e-dil ab hai tirii umr daraaz
vaqt khi.nchne lagaa zulfo.n ke sa.nvar jaane kaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
natiija hai ye aa.he.n khii.nchne kaa
hame.n khii.nche liye phirtii hai.n aa.he.n
Sharaf Mujaddidi
Ghazal
khii.nchne vaale jab hii tak hai.n khi.nche
mil ga.e tum to sab mile.nge aap
Ahmad Shah Khan Shabnam
Ghazal
terii aavaaz jab aatii hai kahii.n se mujh ko
aasmaa.n khii.nchne lagtaa hai zamii.n se mujh ko
Shoaib Kiani
Ghazal
kamaan khii.nchne vaalo ko is kaa ilm nahii.n
hadaf me.n hai.n hii nahii.n ham to aar-paar me.n hai.n
Aisha Ayub
Ghazal
Neelam Malik
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
khi.nchne vaalii kii jhalak dekhii hai jab se saaqii
dekhnaa mu.nh mujhe anguur ke har daane kaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ye saare raste mujhe khii.nchne lage hai ab
kuchh itnaa chiiKH ke manzil pukaarii hai mai.n ne