SEARCH RESULTS
Showing search results for "khile"
Ghazal MATCHES FOR "khile"
Ghazal
na gul khile hai.n na un se mile na mai pii hai
ajiib rang me.n ab ke bahaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
du.aa bahaar kii maa.ngii to itne phuul khile
kahii.n jagah na rahii mere aashiyaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
agar sharar hai to bha.Dke jo phuul hai to khile
tarah tarah kii talab tere ra.ng-e-lab se hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tere KHiraam-e-naaz se aaj vahaa.n chaman khile
fasle.n bahaar kii jahaa.n KHaak u.Daa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
garmii-e-shauq-e-nazaaraa kaa asar to dekho
gul khile jaate hai.n vo saaya-e-tar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jaa ke ye kah de ko.ii sho.alo.n se chi.ngaarii se
phuul is baar khile hai.n ba.Dii tayyaarii se
Rahat Indori
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
diivaar par khile hai.n na.e mausamo.n ke phuul
saaya zamiin par kisii pichhle makaa.n kaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ye gul khile hai.n ki choTe.n jigar kii ubhrii hai.n
nihaa.n bahaar thii bulbul tire taraane me.n