SEARCH RESULTS
Showing search results for "khiluu.n"
Ghazal MATCHES FOR "khiluu.n"
Ghazal
tamaam shahr sune mujh ko tere ho.nTo.n se
tire sivaa mai.n kisii aur pe khiluu.n bhii nahii.n
Shakeel Azmi
Ghazal
Javed Jamil
Ghazal
mai.n kisii aur sitaare pe khiluu.n-gii is baar
tuu mirii KHaak tah-e-KHaak-e-numuu rakh denaa
Saima Zaidi
Ghazal
baarish baras sake to chhaTe nii.nd kaa Gubaar
aa.ndhii ruke to mai.n bhii khiluu.n KHvaab-zaar me.n
Saeed Shariq
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vo gul huu.n KHizaa.n ne jise barbaad kiyaa hai
uljhuu.n kisii daaman se mai.n vo KHaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
duniyaa jise kahte hai.n jaaduu kaa khilaunaa hai
mil jaa.e to miTTii hai kho jaa.e to sonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
du.aa karo ki ye paudaa sadaa haraa hii lage
udaasiyo.n me.n bhii chehra khilaa khilaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
bharii bahaar me.n ik shaaKH par khilaa hai gulaab
ki jaise tuu ne hathelii pe gaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
tum maa.ng rahe ho mire dil se mirii KHvaahish
bachcha to kabhii apne khilaune nahii.n detaa