SEARCH RESULTS
Showing search results for "khor"
Ghazal MATCHES FOR "khor"
Ghazal
mai.n jii rahaa huu.n abhii ai zamiin-e-aadam-KHor
abhii to dekh na tuu itnii ishtihaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
ramiidgii kaa bayaabaa.n hai aur be-KHor-o-KHvaab
Gubaar kartaa sukuut o sadaa ko jaataa huu.n
Sarvat Husain
Ghazal
go taaqat-o-aaraam-o-KHor-o-KHvaab ga.e sab
baare ye Ganiimat hai ki jiitaa to rahaa huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
byaaj me.n khet na zevar na vo dhan chaahtaa hai
suud-KHor aaj to beva kaa badan chaahtaa hai
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
Garaz-daarii kii KHaar-aavar mohabbat-KHor bele.n hai.n
tire paikar se paivasta hamaare saamne mat aa
Hamida Shaheen
Ghazal
taariikii kii laashe.n ginnaa kitnaa mushkil hai
din ke aadam-KHor ujaale gintaa rahtaa huu.n
Ali Imran
Ghazal
suno insaan jo insaaniyat se duur rahtaa ho
mujhe insaa.n nahii.n lagtaa vo aadam-KHor lagtaa hai
Ali Raza Razi
Ghazal
gunaahgaar sahii chor mai.n nahii.n zaahid
hai ye bhii kufr ki ka.abe se mu.nh phiraa ke piyuu.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
maah o KHor ugaane hai.n kahkashaa.n banaanaa hai
ai zamii.n tujhii ko ab aasmaa.n banaanaa hai
Parvez Shahidi
Ghazal
dost aadam-KHor chi.Diyo.n se abhii hai vaasta
kyaa karuu.ngaa jab kabuutar bhii uqaabii ho ga.e
Aatif Kamal Rana
Ghazal
Rehman Musawwir
Ghazal
kis qaht-e-KHor-o-KHvaab me.n mai.n mol ke laayaa
vo naan ki jo kaasa-e-darvesh jalaa de
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
vo bhii.D thii jo TuuT pa.Dii aur us jagah
haatho.n me.n aa.e chor ko KHaamosh kar diyaa
Faiyaz Rashk
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
mai.n umr bhar kaa sukuu.n de ke bhii rahaa maqruuz
vo suud-KHor-e-mohabbat hai baar-e-sar meraa