SEARCH RESULTS
Showing search results for "khulaasa"
Ghazal MATCHES FOR "khulaasa"
Ghazal
muKHtasar qissa-e-Gam ye hai ki dil rakhtaa huu.n
raaz-e-kaunain KHulaasa hai is afsaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
ye hai KHulaasa-e-ilm-e-qalandarii ki hayaat
KHada.ng-e-jasta hai lekin kamaa.n se duur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
bas is qadar hai KHulaasa mirii kahaanii kaa
ki ban ke TuuT gayaa ik habaab paanii kaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kyaa kahe.n haal zamaane kaa KHulaasa ye hai
tum hamaare na rahe ko.ii hamaaraa na rahaa
Bismil Allahabadi
Ghazal
ek bhii lafz haTaane kii nahii.n gunjaa.ish
mere paiGaam-e-mohabbat kaa KHulaasa na karo
Hafeez Merathi
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
zindagii kaa hai KHulaasa vahii ik lamha-e-shauq
jo tirii yaad me.n ai jaan-e-jahaa.n guzraa hai
Abdul Majeed Salik
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
saf.ha dil miraa aa.iina-e-ramz-e-tauhiid
raaz-e-kaunain KHulaasa mire afsaane kaa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
ye KHulaasa muKHtasar hai ishq kii ruudaad kaa
shauq hai un ko sataane kaa hame.n fariyaad kaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
kuchh pataa un ko chale ham pe guzartii kyaa hai
apne ik aadh sahii Gam kaa KHulaasa likkhe.n