SEARCH RESULTS
Showing search results for "khulne"
Ghazal MATCHES FOR "khulne"
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
chiiKHte hai.n dar-o-diivaar nahii.n hotaa mai.n
aa.nkh khulne pe bhii bedaar nahii.n hotaa mai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
qatl chhupte the kabhii sang kii diivaar ke biich
ab to khulne lage maqtal bhare baazaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
ham ne khulne na diyaa be-sar-o-saamaanii ko
kahaa.n le jaa.e.n magar shahr kii viiraanii ko
Obaidullah Aleem
Ghazal
us ne khulne kii yahii shart rakhii ho jaise
mujh me.n girhe.n sii lagaa jaataa hai jab khultaa hai
Shaheen Abbas
Ghazal
Hastimal Hasti
Ghazal
ye dasht-e-faraamoshii Thaharne nahii.n detaa
lekin dar-e-KHvaahish ko bhii khulne nahii.n detaa
Kishwar Naheed
Ghazal
khulne hii lage un par asraar-e-shabaab aaKHir
aane hii lagaa ham se ab un ko hijaab aaKHir
Wasif Dehlvi
Ghazal
Akram Mahmud
Ghazal
teraa sheva hai idhar dekh masiihaa.ii kar
zaKHm phir khulne lage Thiik se turpaaii kar
Shadab Javed
Ghazal
meraa dil bhii kisii aaseb-zada ghar kii tarah
KHud-ba-KHud khulne lage KHud hii muqaffal ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
Kavish Badri
Ghazal
aaj phir khulne lagii hai mujh pe ramz-e-kaa.enaat
aaj phir hone lagii hai KHud pe hairaanii mujhe
Jahangeer Nayab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aaj khulne hii ko thaa dard-e-mohabbat kaa bharam
vo to kahiye ki achaanak hii tirii yaad aa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
takliif to hu.ii magar ai naaKHun-e-malaal
khulne lagii girah bhii ko.ii apnii zaat kii