SEARCH RESULTS
Showing search results for "khunuk"
Ghazal MATCHES FOR "khunuk"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
guhar lage the KHunuk u.ngliyo.n ke zaKHm mujhe
ab is athaah samundar ko phir kha.ngaale kaun
Zeb Ghauri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vo haadsaat kii hiddat se jab pighalne lage
to chaa.nd ban ke KHunuk dil me.n jagmagaa.uu.n mai.n
Anvar Mahmood Khalid
Ghazal
jumbish-e-abruu-o-mizhgaa.n kai KHunuk saa.e me.n
aatish-afroz junuu.n-KHez sharar-baar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Unwan Chishti
Ghazal
KHud apnii aa.nch me.n jaltaa hai chaa.ndnii kaa badan
kisii ke narm KHunuk gesu.o.n kii raat to dekh
Mustafa Zaidi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
KHunuk dilo.n kii agar aah-e-sard dozaKH me.n
pa.De to vaaqa.ii ik baar aag daab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
idhar se baar-haa guzraa magar KHabar na hu.ii
ki zer-e-sa.ng KHunuk paaniyo.n kaa chashma thaa
Shakeb Jalali
Ghazal
ko.ii to jaane ki guzrii hai dil pe kyaa jab bhii
KHizaa.n ke baaG me.n jho.nke KHunuk havaa ke chale
Ameen Rahat Chugtai
Ghazal
KHunuk havaa shaam kii kahaanii na.ii na.ii sii
puraane Gam phir mohabbato.n bhar na.e na.e se
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ye kahnaa ho ga.e ham itne maslahat-andesh
chale jo luu to use abhii KHunuk havaa kahnaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
miiThe chashmo.n se KHunuk chhaa.nv se duur
zaKHm khulte hai.n tire gaa.nv se duur
Shakeb Jalali
Ghazal
sulag uThe hai.n sharaare badan me.n kyuu.n 'maKHmuur'
KHunuk havaa ne jo ba.Dh kar gale lagaayaa hai
Makhmoor Saeedi
Ghazal
mai.n sub.h ke nazzaara-e-avval kii KHunuk buu
mai.n kis kaa ye sarmaaya-e-arzaa.n huu.n bataa.o