SEARCH RESULTS
Showing search results for "khush-aamad"
Ghazal MATCHES FOR "khush-aamad"
Ghazal
Naji Shakir
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud ko vabaal kar ke bhii
vo KHush nahii.n hai hamaaraa ye haal kar ke bhii
Arif Imam
Ghazal
log KHush ho.n ki na ho.n rab to ho raazii 'as.ad'
ziist ke aaKHrii lamhaat se pahle pahle
Faizan Asad
Ghazal
Imtiyaz Ahmad Qamar
Ghazal
Akram Kunjahi
Ghazal
kabhii gulo.n to kabhii KHaarzaar me.n guzrii
ye 'umr kashmakash-o-KHalfashaar me.n guzrii
Arshi Bastavi
Ghazal
sham-o-gul ne saj to dii mahfil tirii tere baGair
vo rahii apnii jagah jo thii kamii tere baGair
Manzar Lakhnavi
Ghazal
apaahij bachche paidaa ho rahe hai.n
miyaa.n KHush hai.n ki ummat ba.Dh rahii hai
Fahmi Badayuni
Ghazal
Tafzeel Ahmad
Ghazal
dil-sahraa aabaad bhii karnaa pa.Dtaa hai
us zaalim ko yaad bhii karnaa pa.Dtaa hai
Moin Shadab
Ghazal
haqiiqat bhii lagne lagii hai kahaanii
mujhe khaa ga.ii hai mirii KHush-bayaanii
Sulaiman Jazib
Ghazal
Abdul Mannan Samadi
Ghazal
kaisii KHush-fahmii tumhe.n kis baat kaa Garra 'umiid'
aa ga.e hai.n aqrabaa vaqt-e-azaa.n hone lagaa
Ummeed KHwaja
Ghazal
jab se aa.nkho.n me.n tire rang bhare hai.n darvesh
ham ko suukhe hu.e jangal bhii hare hai.n darvesh
Saleem Siddiqui
Ghazal
KHabar milii hai ki us KHush-KHabar kii aamad hai
so ehtimaam-e-suKHan aaj multavii kiyaa jaa.e
Hammad Niyazi
Ghazal
zindagii KHvaab-o-haqiiqat kaa safar ho jaise
kabhii sat-rang kabhii KHaak-basar ho jaise