SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuun-e-mazluum"
Ghazal MATCHES FOR "khuun-e-mazluum"
Ghazal
KHuun-e-mazluum se aaluuda hai chappa chappa
har taraf ganj-e-shahiidaa.n hai Gazal kyaa kahiye
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
ab na ghabraa.o ki miTne ko hai zaalim kaa vajuud
KHuun-e-mazluum dikhaa.egaa asar ab ke baras
Raza Mauranvi
Ghazal
KHuun-e-mazluum se jo pyaas bujhaa.e.n apnii
mai.n kabhii un kii himaayat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Ghazal
Sharib Mauranwi
Ghazal
KHuun-e-mazluum se aKHbaar ho.ii surKH 'qamar'
KHuun-aaluuda saveraa nahii.n dekhaa jaataa
Javed Qamer
Ghazal
vo KHuun-e-dil hii sahii kuchh qalam se Tapkaa to
chalo nuzuul to ham par bhii rahmato.n kaa hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jis nasheman kii ho taa'miir me.n KHuun-e-mazluum
us kii nigraa.n nazar-e-barq-e-tapaa.n hotii hai
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
saKHt biimaar sahii 'taaj' abhii zinda hai
ik musavvir kaa magar KHuun-e-jigar chiiKHtaa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
daaman me.n ravaa.n hai.n ashk-e-gulguu.n
mahzar hai ye KHuun-e-mudda.aa kaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jo mu.nh chi.Dhaate hai.n aasaar ahd-e-maazii ke
hamaare KHuun me.n aksar ubaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
KHud-aagahii ne lahuu me.n Dubo diyaa mujh ko
shu.uur-e-zaat kii aisii milii sazaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
shor-angez vo KHuu.n-baar havaa bhii aa.e
aur dabe paa.nv kabhii baad-e-sabaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai mere KHuun me.n shaamil miraa sagaa bhaa.ii
mujhe hai KHauf na ilzaam mere sar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jo mu.nh-cha.Dhaate hai.n aasaar 'ahd-e-maazii ke
hamaare KHuun me.n aksar ubaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
nizaam-e-vaqt kaa ab KHuu.n nicho.Dnaa hogaa
ki sang-e-saKHt adaa.o.n kii anjuman me.n hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ham to aksar KHuun ro.e hai.n javaanii me.n 'naresh'
aur ho.nge jin ke hai ahd-e-javaanii saazgaar
Naresh M. A
Ghazal
poshaak na tuu pahniyo ai sarv-e-ravaa.n surKH
ho jaa.e na partav se tire kaun-o-makaa.n surKH