SEARCH RESULTS
Showing search results for "kinaayat"
Ghazal MATCHES FOR "kinaayat"
Ghazal
na puuchh ramz-o-kinaayaat chashm-e-saaqii ke
bas ek hashr-e-KHamosh anjuman me.n barpaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jo bhii kahnaa hai kaho saaf shikaayat hii sahii
in ishaaraat-o-kinaayaat se jii Dartaa hai
Hasan Naim
Ghazal
hastii o adam kyaa hai.n ba-juz jumbish-e-abruu
ai jaan-e-kinaayaat ishaaraat kiye jaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kuchh mere hii maanind hai tarz-e-suKHan us kaa
andaaz-e-ishaaraat-o-kinaayaat vahii hai
Mohsin Zaidi
Ghazal
dil kii ta.Dap ke vaaste mahbuub naa-guziir
raah-e-vafaa me.n Gam ke kinaayaat ham-safar
Iffat abbas
Ghazal
jahaan-e-sher-o-Gazal mere naam likh 'parvaaz'
gudaaz-e-ramz-o-kinaayaat le ke aayaa huu.n
Naseer Parwaz
Ghazal
kyaa KHat-e-aashiq-o-ma.ashuuq ko ko.ii samjhe
kuchh kinaayat sii hai aadaab na alqaab hai yaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dar-parda ishaaraat-o-kinaayaat nahii.n ab
ya.anii nazar-afroz hijaabaat nahii.n ab
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
kyaa zikr-e-suKHan un kii KHamoshii me.n bhii 'kaukab'
a.ng.Daa.iyaa.n letaa hai kinaayaat kaa aalam
Kaukab Shahjahanpuri
Ghazal
lutf jo un ke ishaaraat-o-kinaayaat me.n hai
vo kisii harf-o-hikaayat na kisii baat me.n hai
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
nuur-e-mutlaq kii hai tashbiih na tamsiil magar
ham ishaaraat o kinaayaat me.n uljhe hu.e hai.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
nigaah lauTii to KHvaabiida zehn jaag uThaa
hu.e hai.n paidaa kinaayaat jaagte rahiye
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
suljhii hii nahii.n ramz-o-kinaayaat kii Gutthii
aatii hai nazar KHvaab me.n KHushkii bhii tarii bhii
Ali Tasif
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
apnii mastii me.n bahtaa dariyaa huu.n
mai.n kinaara bhii huu.n bha.nvar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mohabbat me.n jo Duubaa ho use saahil se kyaa lenaa
kise is bahr me.n jaa kar kinaara yaad rahtaa hai
Adeem Hashmi
Ghazal
ab to mil jaa.o hame.n tum ki tumhaarii KHaatir
itnii duur aa ga.e duniyaa se kinaaraa karte