SEARCH RESULTS
Showing search results for "kinaayat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kinaayat"
Sher
jo bhii kahnaa hai kaho saaf shikaayat hii sahii
in ishaaraat-o-kinaayaat se jii Dartaa hai
Hasan Naim
Ghazal
na puuchh ramz-o-kinaayaat chashm-e-saaqii ke
bas ek hashr-e-KHamosh anjuman me.n barpaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jo bhii kahnaa hai kaho saaf shikaayat hii sahii
in ishaaraat-o-kinaayaat se jii Dartaa hai
Hasan Naim
Sher
ab khul ke kaho baat to kuchh baat banegii
ye daur-e-ishaaraat-o-kinaayaat nahii.n hai
Hafeez Merathi
Ghazal
hastii o adam kyaa hai.n ba-juz jumbish-e-abruu
ai jaan-e-kinaayaat ishaaraat kiye jaa
Abdul Hamid Adam
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kinaayat"
Nazm
tamir
aaj tashbiih-o-kinaayaat kaa dil TuuT gayaa
aaj mai.n jo bhii kahuu.ngaa vo haqiiqat hogii
Mustafa Zaidi
Qita
zehn o jazbaat o ishaaraat o kinaayaat banii
maut o alfaaz o hikaayaat o rivaayaat banii
Ali Sardar Jafri
Ghazal
kuchh mere hii maanind hai tarz-e-suKHan us kaa
andaaz-e-ishaaraat-o-kinaayaat vahii hai
Mohsin Zaidi
Ghazal
dil kii ta.Dap ke vaaste mahbuub naa-guziir
raah-e-vafaa me.n Gam ke kinaayaat ham-safar
Iffat abbas
Ghazal
jahaan-e-sher-o-Gazal mere naam likh 'parvaaz'
gudaaz-e-ramz-o-kinaayaat le ke aayaa huu.n
Naseer Parwaz
Kulliyat
kis ke kahne kii hai taasiir ki ik 'miir' hii se
ramz-o-iimaa-o-ishaaraat-o-kinaayat kiije
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa KHat-e-aashiq-o-ma.ashuuq ko ko.ii samjhe
kuchh kinaayat sii hai aadaab na alqaab hai yaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dar-parda ishaaraat-o-kinaayaat nahii.n ab
ya.anii nazar-afroz hijaabaat nahii.n ab
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
kyaa zikr-e-suKHan un kii KHamoshii me.n bhii 'kaukab'
a.ng.Daa.iyaa.n letaa hai kinaayaat kaa aalam

