SEARCH RESULTS
Showing search results for "kosna"
Ghazal MATCHES FOR "kosna"
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
jise tum koste ho umr us kii aur ba.Dhtii hai
tumhe.n sab kuchh to aayaa kosnaa ab tak nahii.n aayaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
ab kosnaa abas hai 'zafar' kaalii raat ko
suuraj kii raushnii ne bhii andhaa kiyaa mujhe
Rasheeduzzafar
Ghazal
munhasir marne pe ho jab suurat-e-taskiin-e-dil
kosnaa mai.n is ko samjhuu.n jo du.aa dene lage
Javed Lakhnvi
Ghazal
mai.n chhe.Dtaa huu.n use aur vo kosne de hai
magar ye kosnaa jaise du.aa lage hai mujhe
Naqvii Mustafa Aabadi
Ghazal
dil jalaanaa ruuThnaa phabtii u.Daanaa kosnaa
kis se siikhaa hai ye tuu ne KHud ko bahlaane kaa Dhang
Anwar Sheikh
Ghazal
KHudaa kare ki hame.n vo du.aa na ko.ii de
hame.n to kosnaa hii us kaa raas lagtaa hai
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
kosnaa taariiKH ko yuu.n hai nizaamat kaa chalan
us ne par apne liye itihaas dobaara likhaa
Vivek Saunakiya
Ghazal
khii.nch lenaa vo miraa parde kaa konaa daf.atan
aur dupaTTe se tiraa vo mu.nh chhupaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
taqdiir bhii majbuur hai, tadbiir bhii majbuur
is kohna aqiide ko miTaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
darpesh ek kaam hai himmat kaa saathiyo
kasnaa hai mujh ko merii kamar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
pahle hii bahut KHaak u.Daa.ii hai yahaa.n par
mere liye is dasht kaa konaa hii bahut hai