SEARCH RESULTS
Showing search results for "kund"
Ghazal MATCHES FOR "kund"
Ghazal
junuu.n se kund kiyaa hai so us ke husn kaa kiil
mire sivaa kisii diivaar par lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
ab itnii kund ho ga.ii dhaar ai yaqii.n tirii
ab roktaa nahii.n hai ko.ii vaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
ab tirii yaado.n ke nishtar bhii hu.e jaate hai.n kund
ham ko kitne roz apne zaKHm chhiile ho ga.e
Shahid Kabir
Ghazal
KHuun-e-dil kaa jo kuchh ashko.n se pata miltaa hai
ham ko jii khol ke rone kaa mazaa miltaa hai
Natiq Lakhnavi
Ghazal
qasd kartaa gar bulandii kaa to pastii dekhtaa
kund ho jaatii tabii.at gar mai.n jaudat maa.ngtaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
ho nahii.n paatii ko.ii aasaan sii mushkil bhii sahl
kund saa har naaKHun-e-tadbiir hai tere baGair
Anand Narayan Mulla
Ghazal
nasab sarkaar ne jis ko kiyaa KHud apne haatho.n se
vaqaar-e-azmat-e-ka.aba vo patthar yaad aataa hai
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
de ga.ii kitnii bahaare.n ek fasl-e-aarzuu
ra.ng-o-buu ko mausamo.n kaa KHuu.n-bahaa kah liijiye
Samad Ansari
Ghazal
ko.ii kund zehn qabiil se hai mire KHilaaf
ki vo raushnii kaa hii irtiqaa nahii.n chaahtaa
Ataul Hasan
Ghazal
isii taraf tire qurbaa.n nigaah-e-sharm-aaluud
mujhii pe tez ho ye baa.Dh kund KHanjar kii
Safi Lakhnavi
Ghazal
apne gale pe chaltii chhurii kaa bhii dhyaan rakh
vo tez hai yaa kund zaraa dhaar dekh le
Sadiq
Ghazal
harf kii shakl me.n Dhaltii hai.n lakiire.n KHud se
aa ke detaa ko.ii paiGaam-e-nuqat hai mujh ko
Rahat Hasan
Ghazal
tujhii se gardano.n me.n KHam hai.n baaqii
tujhii se kund maatho.n par shikan hai
Ziaur Rahman Azmi
Ghazal
niilam sii marg nain nigah dil ke aar-paar
jiivan ke ird-gird kiran kunD nuur kaa
Nasir Shahzad
Ghazal
ra.ng aur ruup ke pardiip me.n khone de mujhe
KHud ko chaahat kii cha.Dhii rau me.n Dubone de mujhe
Nasir Shahzad
Ghazal
tezii-e-baada kujaa talKHii-e-guftaar kujaa
kund hai nashtar-e-saaqii se sinaan-e-vaa.iz