SEARCH RESULTS
Showing search results for "kunjii"
Ghazal MATCHES FOR "kunjii"
Ghazal
jaagaa to maahtaab kii kunjii sirhaane thii
mai.n KHvaab me.n thaa jab mujhe raushan nagar diyaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
dhuul miTTii gard ne suunii fazaa aabaad kii
KHaak par kunjii dharii thii KHaana-e-barbaad kii
Najma Saqib
Ghazal
sau.np dii mai.n ne tumhe.n mehr-o-vafaa kii kunjii
lauT aa.uu.ngaa saliiqe se miraa ghar rakhnaa
Asar Nizami
Ghazal
mash.al-e-maazii dikhaa saktii hai mustaqbil kii raah
hai ye kunjii jis se saare qufl khole jaa.e.nge
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
Kavish Badri
Ghazal
kyaa din the jab kunjii KHushii-KHazaane kii
apne dhuul-bhare haatho.n me.n hotii thii
Ishrat Afreen
Ghazal
Mahir Aarwi
Ghazal
kunjii se KHazaane kii kisii roz ye puuchho
biktaa hai kahii.n shahr me.n kuchh zauq-e-nazar bhii
Imran Azeem
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hamaare baa'd jo aa.e.n unhe.n mubaarak ho
jahaa.n the kunj vahaa.n kaar-KHaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa aa.e raahat aa.ii jo kunj-e-mazaar me.n
vo valvala vo shauq vo armaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
tire adam ko gavaaraa na thaa vajuud miraa
so apnii beKH-kunii kii kamii na kii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
raushan hai mirii 'umr ke taariik chaman me.n
is kunj-e-mulaaqaat me.n jo vaqt guzaaraa