SEARCH RESULTS
Showing search results for "kunjii"
Nazm MATCHES FOR "kunjii"
Nazm
hubb-e-watan
band us qufl me.n hai ilm un kaa
jis kii kunjii kaa kuchh nahii.n hai pataa
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHud-agahi
mai.n duniyaa se chhuTTii le luu.n
apne kamre ko andar se taalaa de kar kunjii kho kar
Farhat Ehsas
Nazm
darwaza
kisii din qufl kii kunjii ko kho baiThegaa
aur mujh ko hamesha ke liye diivaar kar degaa
Ali Minai
Nazm
do ishq
is kunj se phuuTegii kiran rang-e-hinaa kii
is dar se bahegaa tirii raftaar kaa siimaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
himala
kah rahii hai merii KHaamoshii hii afsaana miraa
kunj-e-KHalvat KHaana-e-qudrat hai kaashaana miraa
Allama Iqbal
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
shorish-e-diida-e-giryaa.n kii tarah
mausam-e-kunj-e-bayaabaa.n kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
kisii ke dast-e-inaayat ne kunj-e-zindaa.n me.n
kiyaa hai aaj ajab dil-navaaz band-o-bast
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
chand lamho.n ke liye shor uThaa Duub gayaa
kohna zanjiir-e-Gulaamii kii girah kaT na sakii