SEARCH RESULTS
Showing search results for "kurra-e-arz"
Ghazal MATCHES FOR "kurra-e-arz"
Ghazal
kurra-e-arz ko taariik banaa denaa thaa
hijr kii shab me.n sitaaro.n ko bujhaa denaa thaa
Rafiq Raaz
Ghazal
bastiyaa.n chaa.nd sitaaro.n kii basaane vaalo
kurra-e-arz pe bujhte chale jaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
ajnabii soch ke aanaa mirii miTTii kii taraf
kurra-e-arz kaa har mulk filistiin nahii.n
Ali Shiran
Ghazal
kurra-e-arz bhii mehvar se haTaa jaataa hai
be-jahat husn kaa ik ye bhii tamaashaa dekho
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
merii aa.nkho.n me.n samundar kaa chalan jaarii ho
kurra-e-arz kaa Gam de ke sitamgar kar de
Umood Abrar Ahmad
Ghazal
ik falak aur hii sar par to banaa sakte hai.n
kurra-e-arz ko behtar to banaa sakte hai.n
Rafiq Raaz
Ghazal
kurra-e-arz pe nuqte kaa nishaa.n thaa varna
apne saa.e kii zaKHaamat se ba.Daa thaa mai.n bhii
Rasheed Nisar
Ghazal
kurra-e-arz ne dekhaa hii na thaa vo KHurshiid
jis kii gardish me.n shab o roz mirii zaat rahii
Kausar Niyazi
Ghazal
ko.ii majzuub-e-ilaah jazb-o-junuu.n me.n aa kar
kurra-e-arz ke abdaal badal detaa hai
Ali Muzammil
Ghazal
Rifat Sarosh
Ghazal
kurra-e-arz hai ik markaz-e-ha.ngaama-e-shauq
bahr-e-be-aab me.n tahziib ke saahil kii tarah
Rifat Sarosh
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
jur.at-e-arz-e-tamannaa mujhe kyo.n kar ho 'ka.nval'
KHaatir-e-husn pe har baat giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aksar vo ham-kalaam rahe der tak magar
ham arz-e-mudda.aa kaa mahal Dhuu.nDte rahe