SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushaad"
Ghazal MATCHES FOR "kushaad"
Ghazal
garche hai dil-kushaa bahut husn-e-fara.ng kii bahaar
taa.erak-e-buland-baam daana-o-daam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
aa.nkhe.n kushaad-o-bast se badnaam ho ga.ii.n
suuraj usii kaa KHvaab-e-sahar bhii usii kaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
faqiih-e-shahr kii tahqiir kyaa majaal mirii
magar ye baat ki mai.n Dhuu.nDtaa huu.n dil kii kushaad
Allama Iqbal
Ghazal
hai kushaad-e-KHaatir-e-vaa-basta dar rahn-e-suKHan
thaa tilism-e-qufl-e-abjad KHaana-e-maktab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
kushaad-e-dil pe baa.ndhii hai kamar aaj
nahii.n hai KHairiyat band-e-qabaa kii
Momin Khan Momin
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
chiin-e-jabii.n ko dekh ke dil basta-tar hu.aa
kaisii kushuud-e-kaar kushaad-e-naqaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
dil kii girah na vaa hu.ii dard-e-shab-e-visaal
guzrii tamaam bast-o-kushaad-e-naqaab me.n
Ismail Merathi
Ghazal
kabhii to hazrat-e-naaseh bhii dil kushaad kare.n
kabhii to mashvara de.n ham ko muKHlisaana ko.ii
Qamar Siddiqi
Ghazal
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
kushaad zehn-o-dil-o-gosh kii zaruurat hai
ye zindagii hai yahaa.n hosh kii zaruurat hai
Jafar Baluch
Ghazal
nizaam-e-bast-o-kushaad-e-maanii sa.nvaarte hai.n
ham apne shero.n me.n teraa paikar utaarte hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
mujhe bataa.o jagah vo jahaa.n mile mujh ko
jigar kaa soz nazar kaa hijaab dil kii kushaad