SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kushaad"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
hai ahl-e-dil ke liye ab ye nazm-e-bast-o-kushaad
ki sa.ng-o-KHisht muqayyad hai.n aur sag aazaad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tariq ki dua
na maal-e-Ganiimat na kishvar-kushaa.ii
KHayaabaa.n me.n hai muntazir laala kab se
Allama Iqbal
Ghazal
garche hai dil-kushaa bahut husn-e-fara.ng kii bahaar
taa.erak-e-buland-baam daana-o-daam se guzar
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kushaad"
Ghazal
hai kushaad-e-KHaatir-e-vaa-basta dar rahn-e-suKHan
thaa tilism-e-qufl-e-abjad KHaana-e-maktab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
kushaad-e-dil pe baa.ndhii hai kamar aaj
nahii.n hai KHairiyat band-e-qabaa kii
Momin Khan Momin
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
chiin-e-jabii.n ko dekh ke dil basta-tar hu.aa
kaisii kushuud-e-kaar kushaad-e-naqaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
dil kii girah na vaa hu.ii dard-e-shab-e-visaal
guzrii tamaam bast-o-kushaad-e-naqaab me.n
Ismail Merathi
Nazm
aaraf
''magar yahaa.n kushaad-e-chashm-o-lab kisii ke bas me.n hai
savaal tak rasaa.ii jab muhaal hai
Syed Mubarak Shah
Ghazal
kabhii to hazrat-e-naaseh bhii dil kushaad kare.n
kabhii to mashvara de.n ham ko muKHlisaana ko.ii
Qamar Siddiqi
Ghazal
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
kushaad zehn-o-dil-o-gosh kii zaruurat hai
ye zindagii hai yahaa.n hosh kii zaruurat hai
Jafar Baluch
Kulliyat
kase hai.n band un ne kaise kis darvesh se miliye
jo aise saKHt uqdo.n kii talab kariye kushaad us se








